Rabbana Ya Rabbana-Annas Younus

Rabbana Ya Rabbana

Rabbana Ya Rabbana
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho

Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana
Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana

Ya Elahi Har Jagha Teri Ataa ka Saath ho
Jab Paray Mushkil Shahe-Mushkil Kushaa ka Saath ho

Ya Elahi Bhool Jaaon Naz?aa ki Takleef Ko
Shaadi yay-Deedar-e- Husn-e-Mustafa Ka Saath ho

Ya Elahi Gor-e-Teera Ki Jab Aaaye Sakht Raat
Unkay pyaaray Mon ki Subh-e-Jaan fiza ka Saath Ho

Ya Elahi Naama-e-Amaal Jab Khulne Lage
Aib Posh-e-Khal Saattar-e-Khata ka Saath ho

Ya Elahi Garmiye Mehshar say Jab Bharke Badan
Daman-e-Mehboob ki Thandi Hawa ka Saath Ho
Ya Elahi Jab Zubaan Bahar Aaye Pyaas say
Sahib-e-Kothar Jood-o-Sakha ka Saath Ho

Ya Elahi Jab Hisab-e-Khanda-e-Be Jaa Rulaye
Chashm-e-Giryan-e-Shafi-e-Murtaja ka Saath ho

Ya Elahi Jab par-e-Mehshar Main Shor-e-Daro Geer
Aman Dene Wale Pyaare Paishwa ka Saath ho


Ya Elahi Sard Mori Par Ho Jab Khursheed-E-Has
Sayyed-e-Be Saaya ke Zille Liwa ka Saath Ho

Ya Elahi Jab Chal-e-Tareek Rah-e-Pul Sarat
Aftab-e-Hashmi Noor Ul Huda ka Saath Ho

Ya Elahi Jab Sar-e-Shamsheer Par Chalna Pare
Rabbi Salllim Kehne Wale Gham Zada ka Saath ho

Ya ELahi Jo Duaein Naik Hum Tujhse Karain
Qudsiyon ke Lab se Aaami Raabana ka Saath ho

Ya Ilaahi Jub Raza Khaab-e-Giraa Se Sar Uthaa?e
Daulat-e-Bedaar Ishk-e-Mustafa Ka Saath Ho

Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana
Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana