Aa gaye aa gaye aa gaye-Milad Qadri

Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye

Bazmein konain main, har taraf shoor hai
Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye
Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye

Aarsh walay mabark denay lagay
Farsh walo Habib e Khuda aa gaye
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye

Kon deta hai denay ko mun chahiye, 
Denay wala hai sacha hamara Nabi
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Kiya khabar kitnay tarey khilay chup gaye
Par na dubay na duba hamara Nabi
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye

Har taraf hai Niazi samaan eid ka
Mustafa aa gaye, Mustafa aa gaye
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye

Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Aa Gaye
Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye