Ya khwaja moin Zahra ke haseen Meri baat bani rahe jaye sarkar-Hooriya Rafiq Qadri

Ya khwaja moin Zahra ke haseen Meri baat bani rahe jaye sarkar
Mori bainya pakad lo ayi hun tumhre dwar

Kis se kahun dukh bibta koi nahi tumhre siwa (2)
Wasta ye shahere khuda meri taraf Chashme ata
Tarpe mora man roye jiwan (2) Hojaye mujhe bhi to deedaar
Mori bainya pakad lo ayi hun tumhre dwar

Chisti nagar ki dulha banyan ke maharaja (2)
Mukhre ke sundarta jalwa hai maula ka
Sab rahene nazar shahedai hai (2)
Tum Khhwajae Usmaan ke dildaar
Mori bainya pakad lo ayi hun tumhre dwar

Mangta mai tum raja mai adna tum haala (2)
Zarra mai tum suraj katra mai tum darya
Tum sa jo nahi duniya meh saki (2) Mujhsa bhi nahi koi nadaan
Mori bainya pakad lo ayi hun tumhre dwar

Aali na sab wala hasab noore nabi jaane aali (2)
Mahere karam husne aata hind wali Qutub Jali
Anjum to bhala kis ginthi meh (2) hai sab ko hi azmat ka ikraar
Mori bainya pakad lo ayi hun tumhre dwar