Na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai-Najam Sheraz

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh maamala koi aur hai

kyun nahee dekhta jahan me, har shela bedud hai

jab uthee nigaah toh jhuk gayee, yeh mamla kuchh aur hai

allah allah allah

yeh pahar, darakht aur kainat, jab jhuke hain sajud pe

na too ban saka na bana saka, woh phir bhee na tujhase juda hua

yeh sabh usee ke hain faisle, too jan kar bhee anjan hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

kyun shirk me hai pasa hua, kyun dur se too dur hai

allah allah allah

kyun shirk me hai too pasa hua, kyun dur se too dur hai

kyun ghumata hai yaha waha, nahee ila koi aur hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

jise dhundhta hai yaha waha, dil me tere maujud hai

allah allah allah

jise dhundhta hai yaha waha, dil me tere maujud hai

jise mil gaya ek bar woh, usee dil me asre wajud hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

jo parhadiya insaan ko, mehmaan hai rahim hai

allah allah allah

jo parhadiya insaan ko, rehman hai rahim hai

jab paas thee toh kitaab thee, parhadiya toh kuraan hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

phir ibadato ke hain silsile, phir kurbato ke daur hain

allah allah allah

phir ibadato ke hain silsile, phir kurbato ke daur hain

jo na jhuk saka woh na pa saka, yehi silsila har daur hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

too kyun pujata hai insaan ko, allaah hee toh mabud hai

allah allah allah

too kyun pujata hai insaan ko, allaah hee toh mabud hai

phir kyun hai too gharur me, jo na jhuk saka toh firod hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

ik bar too phir sochle -2, wohee rabe al shekarim hai

allah allah allah

ik bar too phir sochle, wohee rabe al shekarim hai

jo na jhuk saka woh mit gaya, yahee silsila har daur hai

na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai

yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

ya rab mujhe too baksh de -5, banda toh gunahgar hai

allah allah allah

iss aas par para houn me, sajde pe rabe karim ke

jo mai gir gaya tha mukam se, too toh rabe ali mukam hai

allah allah allah

rabana maghfirullana – (2)