Nabi ka Jashan Aaya Chand Taaro Jhoomte Rehna-Owais Raza Qadri

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi ka Jashan Aaya, Chand Taaro Jhoomte Rehna
Nabi ke Naam Par Ae Namdaro, Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa
Jahan Mein Noor Le Kar Noor Wala Aane Wala Hai

Mere Hamrah Tum Bhi Dil Ke Taaro Jhoomte Rehna
Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba
Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna
Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi e Sarwar e Konain ki Amad ke Lamhon Mein
Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna
Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba
Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,
Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Masawat o Akhowat Ka Payaam e Dilnasheen Laaye
Khushi Mein ae Gareebo, Maaldaro jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa
Woh aaye Gamkade Mein, Ek Khushi ki Roshni Phooti

Khuda Ke Shukar Mein, Ae Gam ke maaro Jhoomte Rehna