Utha K Zare Ko Aftab Banane Wale-Najam Sheraz

Utha K Zare Ko Aftab Banane Wale,
Apne Bandon Per Rehmat Lutane Wale,

Kiyun Na Karon Sajda K PARWARDIGAR Tu,
Apne Bandon K Aaibon Per Parda Girane Wale,

Main Bari Shan Se Jeeta Hon K Rehman Hai Tu,
Kabhi Mayous Nahi Karta Ay Sath Nibahne Wale.