Mere Wird e lab Hai Nabi Nabi-Waheed Zafar Qasmi

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi
Mera Dil Makan-e-habeeb Hay
Main Mareeze Ishqe Rasool (pbuh) Houn
Wo Habeeb Mera Tabeeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi
Mera Dil Makan-e-habeeb Hay
Main Mareeze Ishqe Rasool (pbuh) Houn
Wo Habeeb Mera Tabeeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi

Mera Us Gali Se Hay Rabta
Jahan Sur Jukhatay Hain Unbeea’a
Mera Us Gali Se Hay Rabta
Jahan Sir Jukhatay Hain Unbeea’a
Jahan Rehmaton Ka Nuzool Hay
Jahan Rehmaton Ka Muzool Hay
Wo Jo Urshe Huq Kay Kareeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi

Main Bara Ameer-o-kareeb Houn
Shay Do Sra Ka Aseer Houn
Main Bara Ameer-o-kareeb Houn
Main Bara Ameer-o-kareeb Houn
Shay Do Sra Ka Aseer Houn
Duray Mustafa Ka Fakeer Houn
Duray Mustafa Ka Fakeer Houn
Mera Rifa’ataon Maon Naseeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi

Main Ghumon-o-ulm Main Houn Mubtala
Koi Kia Keray Ga Meri Dawa
Main Ghumon-o-ulm Main Houn Mubtala
Main Ghumon-o-ulm Main Houn Mubtala
Koi Kia Keray Ga Meri Dawa
Mera Do Jahan Main Teray Siwa
Mera Do Jahan Main Teray Siwa
Shah Our Kon Tabeeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi

Wo Bhi Khoob Din Thy Malayka
Meray Samnay Thy Jo Sur Nigoon
Wo Bhi Khoob Din Thy Malayka
Wo Bhi Khoob Din Thy Malayka
Meray Samnay Thy Jo Sur Nigoon
Wo Mera Urooj-e-kamal Tha
Wo Mera Urooj-e-kamal Tha
Ye Zawal Kitna Ajeeb Hay
Main Mareeze Ishqe Rasool (pbuh) Houn
Wo Habeeb Mera Tabeeb Hay

Mere Wird-e-lab Hay Nabi Nabi