Aqa Ka Milaad Aya husiyo Ka Pegham Layaa-Owais Raza Qadri

Ya RasoolAllah
Ya HabibAllah

Salla Alayka Ya RasoolAllah
Wasalam Alayka Ya HabibAllah
Ahlau Wasalan Marhaba
Ya RasoolAllah

Shah Yaraa Bh'in Qad Badaa
Nooro hul Aa'laa
Ya Habada Badara
Zakal Himayujla

Chaaro Taraf Noor Chayaa
Aqa Ka Milad Aya
Khusiyo Ka Pegham Layaa
Aqa Ka Milaad Aya

Shamso Qamar Aur Taare
Kyu Na Ho Khush Aaj Saare
Unse Hi To Noor Paaya
Aqa Ka Milad Aya

Khusiya Manaate Hai Wohi
Dhoome Machaate Hai Wohi
Jin Par Huwa Unka Sayaa
Aqa Ka Milad Aya


Ghar Ko Sajaate Hai Wohi
Jandhe Lehraate Hai Wohi
Jin Par Huwa Unka Sayaa
Aqa Ka Milad Aya

Hai Shaad Har Ik Musalmaa
Karta Hai Ghar Ghar Charagha
Galiyo Ko Bhi Jag Magayaa
Aqa Ka Milad Aya

Mukhtar Qulmaane Jo Unhe
Noorie Bashar Jaane Jo Unhe
Naara Usi Ne Lagayaa
Aqa Ka Milad Aya

Jo Aaj Mehfil Me Aaye
Manki Muraade Woh Paaye
Sab Par Karam Ho Khudayaa
Aqa Ka Milad Aya

Ghosul Waraa Aur Daataa Ne
Mere Raza Aur Khwaaja Ne
Sab Ne Hi Din Yeh Manayaa
Aqa Ka Milad Aya

Naate Nabi Tum Sunaawo
Ishq Nabi Ko Barawo
Humko Raza Ne Sikaya
Aqa Ka Milad Aya

Jisko Shajar Jaanate Hai
Kehna Hajar Maanate Hai
Esa Nabi Hum Ne Paaya
Aqa Ka Milad Aya

Dil Jag Magaane Lage Hai
Sab Muskuraane Lage Hai
Ik Kaif Sa Aaj Chayaa
Aqa Ka Milad Aya

Kar Tu Obaid Unki Midhat
Tujpar Khuda Ki Ho Rehmat
Toone Muqadar Yeh Paaya
Aqa Ka Milad Aya