Subhae dam dam jab bazm e gul mai chachty hain-Hooriya Faheem

subhae dam dam
jab bazm e gul mai chachty hain
muhbat e jhilmata hai shab mai yehi noor
jab roshni e parda e zulmat say karti hai zahoor
tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor

chandni kirdar buntay hain kabe an qabor
surat e gar e hira jab hota hai sahb ka sukoon
jab ufat say ek nadirat hai sab rashk e door

tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor

loog aksar
jab mehkti hain haway
jagtay hain sab dasht
jab ujaly toor deta
andheroo ka groor

tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor

ek hawa e zar khusi mai jhoomtay hain
jab nihal
jab azan ban kar chamkti hai awaz e hilal
dil kay jab ism e muhamad say barsta hai suroor

tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor

dil ki har dahrkan say atii hai sada e mustafh
jab maery sennay mai jhilam phool phool
jab meri sasoon ki kusbu pphlti hai door door

tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor

kooza e dil mai sama jati hai arz e baseer
neem kha nend aa ankhoo mai hoti hai munir
or jab hosh hota hai beay darr

tab mjy mahsoos hota hai kia hongay huzoor