Khuda ne mujhko diya maa teri duaaon se lyrics

Khuda ne mujhko diya maa teri duaaon se
Mila hein job hi mila maa teri duaaon se

Jahan jahan bhi gaya log dil bichaane lagey
Ye ehteraam mila maa teri duaaon se

Maa ki duah jannat ki hawa  Maa ki duah jannat ki hawa
Ye kamiyaabiyan shohrat qadam qadam pe milee

Naseeb eysaa mila maa teri duaaon se
Tawaaf main ne kiya kee sa’ai-e-marwaa bhi

Jo main ne umra kiya maa teri duaaon se
Mujhe giraane pe haasid toule huwe the magar

Main dushmanon se bachaa maa teri duaaon se
Qasam hain iss mein Ujaagar ka kuch kamala nahin

Uruj isko mila maa teri duaaon se
Maa ki duah jannat ki hawa  Maa ki duha jannat ki hawa