wajaba shukru alaiy'na Muzda-e-shab nahi rehna

Tala Al badru Alyna

Logo awaaz do sab ko....dekh lo sahib-e-rab ko
roshini ghar-e-hira ki.....mil gayee parda-e- shab ko
baresh-e-najmo qamar hai...aaj se hukm-e-saher hai

raat ko raat na kehna
Tala Al badru Alyna

Hashimi-o-Muttalabi hain...Fakhar-e-Ummi-o-Abi hain
Aap hi haqq ke nabi hain...Ya Faridi Ya-Shafi hain
Muzda-o-Noay-e-bashar ko...Ab tamanna-e-saher ko
wajaba shukru alaiy'na Muzda-e-shab nahi rehna
Muzda-e-shab nahi rehna
Tala Al badru Alyna

Dil ne payee hain muradein...Unki rahoon ko saja dein
gul bichaaey hain saba ne...aaoo hum aankhein bicha dein
chaand ubhra hai leeye taaz... min taniyatil wada'a

wajaba shukru alaiy'na
Tala Al badru Alyna

aaye sarkar-e-madina laaye anwar-e-emadina
aaye sarkar-e-madina laaye anwar-e-emadina