Bala ghallu labe kamalihi kasha faddo jabe jamalihi naat lyrics

Bala ghallu labe kamalihi, kasha faddo jabe jamalihi
Hasunat jamiyo khisallihi, sallu alaihe wa aalihi

Na kahi se dur hain manzilen, na koi kareb ki baat hai
Jisse chahe usse nawaz de, ye dar-e-habib ki baat hai

Jisse chaha dar pe bula liya, jisse chaha apna bana liya
Yeh bare karam ke hain faisley, yeh bare naseeb ki baat hai

Woh khuda nahi bakhuda nahi, woh magar khuda se juda nahi
Woh hai kya magar woh hai kya nahi, yeh mohib habib ki baat hai

Bala ghallu labe kamalihi, kasha faddo jabe jamalihi
Hasunat jamiyo khisallihi, sallu alaihe wa aalihi

Sallu alaihe wa aalihi