Ya Shafi e Umam Lilah Kardo Karam- Owais Raza Qadri

ya shafie umam lillah kar do karam
shala wasda rawe taira sona haram taira sohna haram
Ham ghulamo ka rakhna khuda ra bharam
Shala wasda rawe taira sona haram taira sohna haram

Muntashar hain khayalat ki waadyan’
lut gaya hai sukoon wali-e do jahan
Rehm farma day ab tairi ummat hain ham
rehm farma day ab tairi ummat hain hamm
Shalla wasda rawe taira sohna haram taira sohna hara
Shalla wasda rawe taira

Mairay haathon’ main kaasa hai umeed ka
Hoon bhikaari shaha tairi deed ka
Hoon bhikaari main shaha tiari deed ka

Main gadaa-e haram too nabi mohtaram
Shala wasda rawe taira sohna haram taira sohna haram
Shala wasda rawe taira sohna haram taira sohna haram
Kis ko jaa kar kahain taajdaar-e haram
Ghaaira daalay hoey hain zamanay k gham
Door ho jaeyn gham yaa nabi mohtsham
Shala wasda rawain taira sohna haram
Shala wasda rawain taira sohna haram
Tairi yaadon’ maamoor seena rahay 
Saamnay mairay taira madina rahay
samnay mairay taira madina rahay
Dar pe baitha rahoon laike main chashm-e nam
shala wasda

ya nabi apni ulfat ki soghaat day
apni shayan-e shan ham ko khairat day
Is se matlab nai hai siwa ho k kam
Shala wasda rawe taira sohna haram taira sohna. Haram
Shala wasda rawe tair