Allah hoo akbar Allah hu akbar -Muhammad Farhan Ali Qadri

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Hum sab par jis ka hai saaya, Woh rehmat ban kar hai aaya
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Tu Abdullah ka pyara hai, teray dam say noor yeh sara hai
Tunay rehmat ka myn barsaya, tera sehra huroon nay gaya
Tunay haq ka rasta dikhlaya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Hum sab pay Teri yeh anayat hai, teri har eik baat sadaqat hai
Teray qandhay pay kamli kali hai, Tu sab dukhiyoon ka wali hai
Tujhay arsh pay Rab nay bulwaya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Tu Hassan o Hussain ka hai nana, Teray deen ko sab nay hai mana
Kamzor ka boujh uthaya hai, dukhyoon ko galay say lagaya hai
Tunay aala rutba hai paya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Tu Abdullah ka pyara hai, teray dam say noor yeh sara hai
Tunay rehmat ka myn barsaya, tera sehra huroon nay gaya
Tunay haq ka rasta dikhlaya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mosam hai aaya.
Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Tunay Sadiq pay bhi karam hai kiya, bin mangay usko itna diya
Dukhiyoon ki jholi bharta hai, Mera Rab woh pura karta hai
Tunay lab say jo bhi farmaya.

Allah hoo akbar
Allah hu akbar
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar
Allah hu akbar

Hum sub per jiska hai saaya, Woh rehmat ban kar hai aaya,
Aye pyaray Nabi kay dewano, milad ka musam hai aya.

Allahu akbar
Allahu akhbar
Allah ho akbar