Ya Khuda Jism Mei Jab Tak Yeh Mere Jaan Rahay
Tujh Pay Sadqay Tere Mehboob Pay Qurbaan Rahay
Kuch Rahay Ya Na Rahay Per Yeh Dua Hai K Amir
Niza? Ke Waqt Salamat Mera Imaan Rahay
Tazeem Say Laita Hai Khuda Naam-E-Mohammad
Kia Naam Hai Ey Salle-Ala Naam-E-Mohammad
Allah Karay Us Pay Haraam Aatish-E-Dozakh
Jiss Shaks Ke Ho Dil Pay Likha Naam-E-Mohammad
Jiss Dil Mein Mohammad Ki Mohabbat Nahi Hoti
Us Per Kabhi Allah Ki Rehmat Nahi Hoti
Mera Yeh Aqeeda Hai Agar Zikr-E-Khuda Mein
Yeh Naam Na Shaamil Ho Ibadat Nahi Hoti
Rub Ne Farmaya Meri Qudrat Ki Hadd Koi Nahi
Aur Mere Mehboob Ki Rehmat Ki Hadd Koi Nahi
Jab Malak Samjhay Nahi To Aadmi Samjhay Ga Kya
Aamna Ke Laal Ki Azmat Ki Hadd Koi Nahi
Khuda Ka Noor Tujh Mein Hu-Bahu Hai
Khuda Pinhaan Magar Too Ru-Baroo Hai
Teri Azmat Ka Andaaza Ho Kiss Ko
Khuda Hai Aur Khuda K Baad Tu Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja, Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai

Wash Shams Rukhe Zeba Hai Tera, Tu Noor Wishan E Alam Hai
Wallail Hai Teri Zulf E Duka?, Tu Rahat Jaan E Alam Hai
Mohammad Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Shams-Ud-Duha

Sorat Teri Shah-E-Umam, Allah Ki Tasveer Hai
Banane Wala Khud He Ho Gaya Sheda Tera
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aaa Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Haq Ta'ala Ko Bhi Hai Pyaar Hai Teri Surat Say
Marhaba Salle-Ala Surat E Zeba Teri Hai
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aaa Tumhara Sani Rasalat Ma'ab Ho Na Saka
Tumahra Koi Kaheen Bhi Jawab Ho Na Saka
Rasool Aur Bhi Aaye Jahaan Mein Laikin
Koi Bhi Sahib E Mulk Kitaab Ho Na Saka
Mere Sohne Kamli Walarya Tera Aashiq Kul Zamana Ey
Tere Husn Di Ki Tareef Karan Rub Aap Tera Deewana Ey
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Husn Tere Sift Di Akhaa...? Kafir Kalma Bolay
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Aaa Roya Shab-E-Hijran Mein Bohot Ashq Bahaya
Itne Mein Musawwir Ko Zara Rehm Jo Aaya
Naqshe Kayi Tasveerr Ke Woh Samne Laya
Bola Ke Yeh Yousuf Hein Yeh Isa Hein Yeh Mosa
Mein Ne Kaha In Mein Say Kisi Per Nahi Shayda
Jab Samne Laya Wo Shabee E Shahe Wala
Be Sakhta Us Waqt Zabaan Say Meri Yeh Nikla
Mukh Chand Badar Sha Sha Ne Hai Kali Zulf Mastani Hai
Teri Surat Nu Mein Jaan Akha Jaana Ke Janejahaan Akha
Such Akha Te Rub De Shaan Akha Jiss Shaan Ko Shaana Sub Balia
Subhaanallah Ma Ajmalaka Ma Ashanaka Ma Akmalaka
Kithe Mere Ali Kithe Teri Sana Gustaakh Akhi Kithe Janalya?
Aise Surat Teri Kamli Wale Surat Teri
Surat Teri Shah-E-Umang Allah Ki Tasveer Hai
Dunya Say Kia Rooz-E-Jaza UnKa Hai Mujh Ko Aasra
Mein Hoon Ghulam-E-Mustafa Kaise Meri Taqdeer Hai
Mein Hoon Ghulam E Mustafa Mein Hoon Ghulam E Mustafa
Mein Hoon Ghulam E Mustafa Kaise Meri Taqdeer Hai
Wallail Ho Ya Kehkashaan Zulf-E-Nabi Per Hai Fida
Is Mei Bandhein Hein Do Jahaan Kitni Haseen Zangeer Hai
Dushman Bhi Kehte Hein Yeh He Kia Baat Hai Sirkar Ki
Na Aankh Mei Qehr-O-Ghazab Na Haath Mein Shamsheer Hai
Shams-Ud-Duha Badr-Ud-Duja Teri Bari Tauqeer Hai...