Ab Mere Nigahoon Mein, Jachta Nahi Koi
Ab Meri Nigahoon Main, Jachta Nahi Koi.
Jaisay meray Sarkar hein, aisa nahin koi.
Tumsa to haseen ankh nay, dekha nahi koi
Yeh shan e latafat hai, kay saya nahi Koi.
Jesy mery Sarkar hein esa nahi koi.
Aey zarfenazar deikh, magar deikh adab say
Sarkar ka Jalwa hai, tamasha nahi koi.
Ab meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi….
Eizaz yeh hasil hai, to hasil hey zameen ko
Aflaq pay to Gumbad E Khazra nahin koyee.
Jesay meray Sarkar hain eisa nahi koi…
Sarkar ki rehmat ney, magar khoob nawaza
Yeh sach hey key Khalid sa nikama nahi koi.
Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi.