Balaghal Ula Bi Kamalihi, Kashafad Duja Bi Jamalihi
Hasunat Jameeu Khisalihi, Sallo Alaihi Wa aalihi
Main Behak Sakoon Yeh Majaal Kiya, Mera Rahmnuma Koi Aur Hai
Mujhe Khoob Jaan Lein Manzilein, Ye Shikasta Pa Koi Aur Hai
Jo Tumhari Jali Se Muttasilm, Hai Sutho Ke Picche Khajil Khajil
Nahi Main Nahin Woh Marize Dil, Na Meray Siwa Koi Aur Hua
Meri Iltija Hai Yeh Dosto, Kabhi Tum Jo Soove Haram Chalo
To Bana ke Sarko Qadam Chalo, Ke Yeh Rasta Koi Aur Hai
Hai Tujhe Khabar Shahe Einoaan, Meri Wajhe Raahate Qalbo Jaan
Na Tere Siwa Koi Aur Tha, Na Tere Siwa Koi Aur Hai
Ye Ghuman Tha Kahin Saal Say, Yeh Yaqeen Hai Kahin Roz Se
Meray Dil Se Ghumbad e Sabz Ka, Yeh Muamla Koi Aur Hai
Main Jo Door Arze Haram Se Tha, Hoi Khulde Gosh Haseen Sada
Hai Isi Mein Majide Be Nawa, Ke Yeh Kaafila Koi Aur Hai