Mere Aqa Ki Hai Shaan Sab Se Alag
Jaise Rutbe Me Quraan Sab Se Alag
Shaan Khairul Bashar Khatamul Ambiya
Ik Payambar Ik Insan Sab Se Alag
Shafqate Be Sabab Rehmate Be Talab
Unki Bakhshish Ka Unwaan Sab Se Alag
Arsh Qadmo Me Pewand Po Shaak Me
Hai Do Aalam Ke Sultan Sab Se Alag
Unko Dekha Nahi Phir Bhi Pechan Le
Meri Aankhon Ka Imaan Sab Se Alag
Unke Dar Ke Gada Sar Pe Taaje Ana
Hum Faqiro Ki Pechan Sab Se Alag
Naat Kehte Hai Dil Ki Zamino Me Hum
Shayar Apna Hai Medaan Sab Se Alag
Jaise Rutbe Me Quraan Sab Se Alag
Shaan Khairul Bashar Khatamul Ambiya
Ik Payambar Ik Insan Sab Se Alag
Shafqate Be Sabab Rehmate Be Talab
Unki Bakhshish Ka Unwaan Sab Se Alag
Arsh Qadmo Me Pewand Po Shaak Me
Hai Do Aalam Ke Sultan Sab Se Alag
Unko Dekha Nahi Phir Bhi Pechan Le
Meri Aankhon Ka Imaan Sab Se Alag
Unke Dar Ke Gada Sar Pe Taaje Ana
Hum Faqiro Ki Pechan Sab Se Alag
Naat Kehte Hai Dil Ki Zamino Me Hum
Shayar Apna Hai Medaan Sab Se Alag