Bahat din hoo gaey taiba ke raste dekhto Aaey
Chalo uss shehr ko ik baar phir sey dekhto Aaey
Outar jaein gee mehroumee ki chaadar shehre taiba mein
Chamak outheingey qismat ke sitaarey dekhto Aaey
Judaai ke dhuleinge naqsh gehre dil ki takhtee sey
Charheinga rang kurbatt wo nazaarey dekhto Aaey
Usee din Aarzoon ke khandar mein roshnee hoogee
Dare sarkaar ke roshan ujaaley dekhto Aaey
Huzooree ki wo pehli saa’at khoob rulaati hein
Nigaahon ko usee dar ki talab hein dekhto Aaey
Haseen palkon ka chilmann kholeinge jaakar madine mein
Sadaa Aankhon mein rakheinge wo jalwe dekhto Aaey
Mehekti khushbou ey khud hee pataa uss shehr ka deing
Ujaagaroutho himmat karlo chalke dekhto Aaey