Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar-Owais Raza Qadri

Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
Jaan-o-dil Tum (Peace be upon him) par fida, aie do jahan kay sardar/tajdaar (Peace be upon him).

Mein akela aur masail zindagi kay baishumar,
App hi kuch kijiye na, aie Shahe-aali-waqar (Peace be upon him).

Yaad aata hai tawaffe Khana Kaaba mujhay,
Aur lipatna Multazan say walihana (uncontrolled) bar bar (again and again).

Sange aswad choom kar milta mujhay kaifo surror/sukoon,

Chain pata deikh kar dil mustajabo mustajar.

Ya Khuda (SWT – Subhana Wa Ta’ala) dikhla hateem pak Meezabo Maqam,
Aur Safa Marwa mujhay behray Rasool-e-zewaqar (Peace be upon him)..

Jaraha hai kaafila Taiba nagar (village/town) roota (crying) hua,
Mein raha jata hoon tanha (lonely) aie Habib-e-kirdgar (Peace be upon him).

Jald phir Tum (Peace be upon him) lo bula, aur Sabz Gunbad do dikha,
Hazari ki arzoo nay kar diya phir beqarar (uncontrolled).

Choom kar Khaqay Madina (Madina Sand), jhoomta phirta tha mein,
Yaad aatay hain Madinay kay mujhay lailonahar.

Ghumbade Khazra kay jalway aur woh iftarian (breaking Fast),
Yaad aati hai bohat Ramadan e Taiba ki bahar (Beautifulness).

Ya Rasoolallah (Peace be upon him). sun lijiye meri faryaad (begging) ko,
Kon hai jo kay sunay Teray (Peace be upon him). siwa meri pukaar.

Hall par meray karam ki eik nazar farmiye,
Dil mera ghamgeen (sad) hai aie ghmzadoon (Helper) kay Ghamgusar (Peace be upon him).

Kafilay walo suno, yaad aaie to mera Salaam (Greeting means: Hi),
Arz kerna rotay rotay (while crying) ho sakay to bar bar (again and again).

Ghamzada (sad) yoon na hua hota Ubaid-e-Qadri (Name of the Writter),
Eik baras (moment) bhi dekhta agar Sabz Gunbad ki bahar (Beautifulness).